"Halal Stock Market Ka Pehla Qadam" (Hindi/Urdu)

via Udemy

Go to Course: https://www.udemy.com/course/halal-stock-market-ka-pehla-qadam/

Overview

"Halal Stock Market Ka Pehla Qadam" course un Muslim ke liye hai jo stock market mein investment karna chahte hain, lekin apne mazhabi rules ke follow karte hue. Is course mein aapko kya seekhne milega ?- Stock market ke basic concepts samajhne ka mauka milega.- Aap seekhenge ke log investment kyun karte hain aur iska kya faida hai.- Hum aapko debt financing aur equity financing ke beech farq samjhaenge.- Aapko yeh samjhaenge ke aapke investment kyun zaroori hai.- Kuch Haram instruments jo stock market me Muslim ko nahi karna chahiye- Investment ki zaroorat aur importance par roshni daali jaayegi.Is course mein aap yeh seekhenge ke stock market kaise kaam karta hai, different stocks instruments kya hai. Iske ilawa, Ye course aapko confidence aur knowledge dega, taake aap apne financial goals ko achieve karne ke liye ethical aur Shariah-compliant investment decisions ka basic information hasil kare. Hamara maqsad hai ke aapko aasan bhasha me stock market kya hai sikhaya jaye.Please Note below Disclaimer:Disclaimer: Main SEBI registered analyst nahi hoon. Yeh course sirf Educational Purspose ke liye hai. Har kisi ko apne aap research karni chahiye aur professional financial advisor se advice lena chahiye pehle ke investment decisions lene se pehle.

Skills

Reviews